Ghazal .~Tumhari yaad aati hai to hum aansu bahatay hain

Urdu ghazal
Urdu ghazal

 Ghazal

.~Tumhari yaad aati hai to hum aansu bahatay hain

Guzaray thay kabhi jo saath din wo yaad aatay hain

Isi umeed pe hm ne khula rakha hay darwaza

Suna hai shaam hotay hi bichray lot aatay hain

Haqarat say na dekho ay ehl-e-saahil toofan ko

Kabhi aisa b hota hai kinaray doob jatay hain

Kisi say kya gila
ye dastoor hai zamanay ka

Naye jab yaar miltay hain to puranay bhool jaty hn...!!!

ग़ज़ल


। ~ तुमहारी यादि आटी है से हमसु बहते हैं


गुज़रे तैं कभि जो सठ दिन वो यद अताई है


इसि उम्मेद पे हम न खुल्ला रक्खा है दरवेश


सुनै है शम गरम होइ बिछरे बहुत आटै है


हज़रत कहे ना देखो ऐ एहल-ए-साहिल तोफ़ानन को


कभी आइसा बी गरम है किन्नर दोब जटाय है


किसि कह कि गिला

तु दस्तूर है ज़मानाए का


नय जाब यार मिलत है पर पुरनै भुल जात है ... !!!

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے